Графични страници
PDF файл
ePub

told you already, and ye did not hear: wherefore would ye hear it again? will ye also be his disciples?

28 Then they reviled him, and said, Thou art his disciple; but we are Moses' disciples.

29 We know that God spake unto Moses as for this fellow, we know not from whence he is.

30 The man answered and said unto them, Why herein is a marvellous thing, that ye know not from whence he is, and yet he hath opened mine eyes.

31 Now we know that God heareth not sinners: but if any man be a worshipper of God, and doeth his will, him he heareth.

32 Since the world began was it not heard that any man opened the eyes of one that was born blind. 33 If this man were not of God, he could do nothing.

34 They answered and said unto him, Thou wast altogether born in sins, and dost thou teach us? And they cast him out.

35 Jesus heard that they had cast him out; and when he had found him, he said unto him, Dost thou believe on the Son of God?

36 He answered and said, Who is he, Lord, that I might believe on him?

to tumhen kah chuká, aur tum ne na suná: tum phir kyún suná chahte ho? kyá tum bhí us ke shagird hoge?

28 Tab unhon ne use gálíán dín, aur kahá, ki Tú us ká shágird hai; par ham Músá ke shágird hain.

29 Ham jante hain, ki Ķhudá ne Músá se báten kín: par ham nahín jante, ki Yih shakhs kahán se hai.

30 Us shakhs ne jawab diyá, ki Yih achambhe kí bát hai, ki Tum log nahín jante ki wuh kahán se hai, aur us ne merí ánkhen kholí hain.

31 Ham to jante hain, ki Ķhudá gunáhgáron kí nahín suntá: par agar ádmí Ķhudáparast hai, aur us ká hukm mántá hai, to wuh us kí suntá hai.

32 Dunyá ke shurá se sunne men nahín áyá, ki kisí ne janam ke andhe kí ánkhen kholí hain.

33 Agar yih shakhs Khudá kí taraf se na hotá, to wuh kuchh na kar saktá.

34 Unhon ne jawab diyá, ki Tú to sarásar gunáh men paidá húá thá, aur hamen sikhlátá hai? Tab unhon ne use báhar kiyá.

35 sá ne suná, ki unhon ne use báhar kiyá; aur us ne use pákar kahá, Kyá tú Ķhudá ke Bete par ímán látá hai?

36 Us ne jawab men kahá, ki Ai Khudáwánd, wuh kaun hai, táki main us par ímán láún?

[merged small][merged small][merged small][merged small][merged small][ocr errors][merged small][merged small][merged small][merged small]

follow, but will flee from him:

for they know not the voice of strangers.

6 This parable spake Jesus unto them: but they understood not what things they were which he spake unto them.

7 Then said Jesus unto them again, Verily, verily, I say unto you, I am the door of the sheep.

8 All that ever came before me are thieves and robbers: but the sheep did not hear them.

9 I am the door: by me if any man enter in, he shall be saved, and shall go in and out, and find pasture.

10 The thief cometh not, but for to steal, and to kill, and to destroy: I am come that they might have life, and that they might have it more abundantly. 11 I am the good shepherd: the good shepherd giveth his life for the sheep.

12 But he that is an hireling, and not the shepherd, whose own the sheep are not, seeth the wolf coming, and leaveth the sheep, and fleeth: and the wolf catcheth them, and scattereth the sheep. 13 The hireling fleeth, because he is an hireling, and careth not for the sheep.

14 I am the good shepherd, and know my sheep, and am known of mine.

15 As the Father knoweth me, even so know I the Father: and

nahín játíu, par us se bhágtí hain isliye ki we úprí ádmí kí áwáz nahin pahchántín.

6 sá ne is kaháwat men unheu kahá: lekin unhon ne us ká máne na samjhá.

7 Tab ṛsá ne unhen phir kahá, ki Main tum se sach sach kahtá hún, ki bheṛkhane ká darwáza main hún,

8 Sab jitne mujh se áge áe, utne chor o batpár hain: par bheron ne un kí na suní.

9 Wuh durwáza main hún: agar koi mujh se hoke bhitar jáegá, to naját páwegá, aur bhítar báhar áyá jáyá karegá, aur charáí páwegá.

10 Chor sirf chorí karne, aur qatl karne, aur halák karne ko átá hai: main áyá hún, táki we zindagí páwen, balki us se siwá páwen.

11 Achchhá gaṛariyá main hún: achchhá gaṛariyá bheron ke liye apní ján deta hai.

12 Par mazdúr, jo gaṛariyá nahin hai, aur bheṛon ká málik nahin, bheriye ko áte dekhke, bheron ko chhorke bhág játá hai : aur bheriyá uhen pháṛtá hai, aur bheron ko chhin bhin karta hai.

13 Mazdúr bhágtá hai, kynki wuh mazdúr hai, aur bheron kí parwa nahin kartá.

14 Achchhá gaṛariyá main hún, aur apní pahchántá hún, aur merí mujhe pahchántí hain.

15 Jaisá Báp mujhe jántá hai, taisá main Báp ko jántá hún :

I lay down my life for the aur main bheron ke liye apní ján sheep. detá hún.

16 And other sheep I have, which are not of this fold: them also I must bring, and they shall hear my voice; and there shall be one fold, and one shepherd.

17 Therefore doth my Father love me, because I lay down my life, that I might take it again.

18 No man taketh it from me, but I lay it down of myself. I have power to lay it down, and I have power to take it again. This commandment have I received of my Father.

19 There was a division therefore again among the Jews for these sayings.

20 And many of them said, He hath a devil, and is mad; why hear ye him?

21 Others said, These are not the words of him that hath a de

vil. Can a devil open the eyes of the blind?

22 And it was at Jerusalem the feast of the dedication, and it was winter.

23 And Jesus walked in the temple in Solomon's porch.

24 Then came the Jews round about him, and said unto him, How long dost thou make us to doubt? If thou be the Christ, tell us plainly.

25 Jesus answered them, I told you, and ye believed not: the works that I do in my Father's name, they bear witness of me.

16 Meri aur bhí bhere hain, jo is jhund kí nahíŋ: mujhe unko bhí láná zarúr hai, aur we merí awáz sunengín; aur ek jhunḍ aur garariyá hogá.

17 Isliye Báp mujhe piyár karta hai, kyúnki main apní ján detá hún, táki main use pher lán. 18 Koí use mujh se nahin letá, par main use áp se detá hún. Us ká dená mere qábú men hai, aur us ká pher lená mere qábú hai. Yih hukm main ne apne Báp se páyá.

19Tab in báton ke sabab se Yahúdíon men phir judáí húí.

20 Aur un men se bahuton ne kahá, ki Is par ek bhút hai, wuh díwána hai; tum us kí kynn sunte ho?

21 Auron ne kahá, ki Ye báten díwáne kí díwáne ki nahín hain. Kyá díwána ádmí andhe kí ankhen khol sakta hai?

22 T Aur Aurshalím men muqarrarí parab, aur jáṛe ká waqt thá.

23 Tab sá girje ke Sulaimání usáre men phirtá thá.

24 Tab Yahídíon ne us ke ás pás áke use kahá, ki Tú kab tak hámáre dil ko adhar men rakhegá? Agar tú Masih hai, to hamko sáf kah de.

25 sá ne unhen jawab diyá, ki Main ne to tumhen kahá, par tum ne sach na máná: jo kám main apne Báp ke nám se kartá hún, so mujh par gawáhídete hain.

26 But ye believe not, because

ye are not of my sheep, as I said unto you.

27 My sheep hear my voice, and I know them, and they follow me:

28 And I give unto them eternal life; and they shall never perish, neither shall any man pluck them out my of hand.

29 My Father, which gave them me, is greater than all; and no man is able to pluck them out of my Father's hand. 30 I and my Father are one. 31 Then the Jews took up stones again to stone him.

32 Jesus answered them, Many good works have I shewed you from my Father; for which of those works do ye stone me?

33 The Jews answered him, saying, For a good work we stone thee not; but for blasphemy; and because that thou, being a man, makest thyself God.

34 Jesus answered them, Is it not written in your law, I said, Ye are gods?

35 If he called them gods, unto whom the word of God came, and the Scripture cannot be broken;

36 Say ye of him, whom the Father hath sanctified, and sent

H

26 Lekin tum ímán nahíu láte, kyúnki tum merí bheṛon men se nahíp ho, jaisá ki main ne tumhen kahá.

27 Meri bheren merí áwáz pahchántí hain, aur main unhen jántá hún, aur we mere píchhe píchhe chalti hain:

28 Aur main unhen hamesha kí zindagí detá hún; aur we kadhí halák na hongín, aur koí unhen mere háth se chhín na legá.

29 Merá Báp, jis ne unhen mujhe di hai, sab se baṛá hai; aur koi mere Báp ke háth se unhen chhín nahin saktá.

30 Main aur Báp ek hain. 31 Tab Yahúdíon ne use phir pathráne ko patthar uṭháe.

32 sá ne unhen kahá, ki Main ne apne Báp ke bahut se achchhe kám tumhen dikháe hain; un men se kis kám ke liye tum mujh par pathráo kiya chahte ho?

33 Yahúdíon ne use jawab diyá, ki Ham tujhe achchhe kám ke liye nahin pathráte; par isliye, ki tú Khudá ke haqq men burá kahta hai; kyúuki ádmí hoke tú apne taín Khudá harátá hai.

34 Isa ne unhen jawab diyá, ki Tumhárí shariyat men nahin likha hai, ki Main ne kahá, ki tum khudá ho?

35 Us ne to unhen khudá kahá, jin kè pás Khuda ká kalám pahunchá, aur yih ho nahin sak tá, ki aur kitáb radd ho nahín saktí;

36 Aur jise Khudá ne pák kiyá, aur dunya men bhejá, tum use

« ПредишнаНапред »